mahendra, on 19 July 2010 - 08:11 PM, said:
kadardano ka sukriya
iske bina lagti aadhi aduri hai duniya
do shabd ka mahatv bada
apne pan ka apnantav bada
iske bina zindagi me cha jati hai nirasha.........
sukriya bhaisahab
kuch umeed se bhi kabhi bad jate hai fasle
nakam ho jab wo to rah jate hai sannate
sukriya sab meharbano ka
nakabil ko kabil banane un sare insano ka
appearance to taii hi thi is din ki
logo ne disappearance maan li
kuch thi kami
ki nikale hi na hum viswaas ke kabil





Back to top








