nahi pata..
Ans. D'Cold . (chain ki saans = D'cold )
Q. chalo ab batao...
Jackie Chan ki bahu ka naam kya hai?
Ans. D'Cold again. kyunki saas bhi kabhi bahu thi
Q. Jugal Hansraj aur Mayuri Kango bus stop par khade the.
Bus aayi - Mayuri gayi, magar Jugal nahin gaya - kyon ?
Ans. Because Mayuri 'can - go'.















