mahendra, on 17 September 2010 - 06:52 PM, said:
sab jane jhuth hi bolte honge aisa abhipray dena bhi ek tarah ka paap hi hain anekantvad se voh samay unke soch ke aur samay parishthi ke hisab se kya hain voh apan kaise bata sakte hain ok pratikraman to vehavarik atma se karana hain real soul ATMA to karta bokhta nahin ok Q do u do puja samayik daily?
---------------
kuch bhoutik uddeshayo me waqt gava dete
samta me isiliye to nahi rah pate
aatma ke hi mitra ko bhula kar
khud ko apne hi nuksaan ka karan bana dete
------------------------
Q - bhav samayik jaruri ki dravya