Jump to content



Board Videos

Thumbnail

NCC SONG - Ham Sub Bha...

by: saurabhjain

28 March 2011 - 08:01 PM

Thumbnail

Best catch by Kapil De...

by: saurabhjain

15 October 2010 - 10:56 AM

Thumbnail

Facebook : aaj hi usk...

by: saurabhjain

10 April 2011 - 10:34 PM

Thumbnail

How to Tie a Tie: Wind...

by: saurabhjain

05 March 2010 - 08:43 PM

Thumbnail

Maine Pyar Kiya - Boll...

by: saurabhjain

26 March 2010 - 07:04 PM


Patriotic Songs


  • Please log in to reply
25 replies to this topic

#1 Silence

Silence

    Super Senior member

  • Members
  • PipPipPipPipPipPip
  • 16,344 posts
  • Gender:Not Telling

Posted 15 August 2008 - 09:54 PM

# Title: Aye Mere Watan Ke Logon
# Genre: Patriotic
# Language: Hindi

--------------------------------------------------------------------------




ऐ मेरे वतन् के लोगों
तुम् खूब् लगा लो नारा
ये शुभ् दिन् है हम् सब् का
लहरा लो तिरंगा प्यारा
पर् मत् भूलो सीमा पर्
वीरों ने है प्राण् गँवा
कुछ् याद् उन्हें भी कर् लो -२
जो लौट् के घर् न आये -२

ऐ मेरे वतन् के लोगों
ज़रा आँख् में भर् लो पानी
जो शहीद् हु हैं उनकी
ज़रा याद् करो क़ुरबानी

जब् घायल् हु हिमालय्
खतरे में पड़ी आज़ादी
जब् तक् थी साँस् लड़े वो
फिर् अपनी लाश् बिछा दी
संगीन् पे धर् कर् माथा
सो गये अमर् बलिदानी
जो शहीद्॥।

जब् देश् में थी दीवाली
वो खेल् रहे थे होली
जब् हम् बैठे थे घरों में
वो झेल् रहे थे गोली
थे धन्य जवान् वो आपने
थी धन्य वो उनकी जवानी
जो शहीद्॥।

को सिख् को जाट् मराठा
को गुरखा को मदरासी
सरहद् पे मरनेवाला
हर् वीर् था भारतवासी
जो खून् गिरा पर्वत् पर्
वो खून् था हिंदुस्तानी
जो शहीद्॥।

थी खून् से लथ्-पथ् काया
फिर् भी बन्दूक् उठाके
दस्-दस् को एक् ने मारा
फिर् गिर् गये होश् गँवा के
जब् अन्त्-समय् आया तो
कह् गये के अब् मरते हैं
खुश् रहना देश् के प्यारों
अब् हम् तो सफ़र् करते हैं
क्या लोग् थे वो दीवाने
क्या लोग् थे वो अभिमानी
जो शहीद्॥।

तुम् भूल् न जा उनको
इस् लिये कही ये कहानी
जो शहीद्॥।
जय् हिन्द्॥। जय् हिन्द् की सेना -२
जय् हिन्द् जय् हिन्द् जय् हिन्द्

ai mere vatan ke logo.n
tum khuub lagaa lo naaraa
ye shubh din hai ham sab kaa
laharaa lo tira.ngaa pyaaraa
par mat bhuulo siimaa par
viiro.n ne hai praaN ga.Nvaae
kuchh yaad unhe.n bhii kar lo -2
jo lauT ke ghar na aaye -2

ai mere vatan ke logo.n
zaraa aa.Nkh me.n bhar lo paanii
jo shahiid hue hai.n unakii
zaraa yaad karo qurabaanii

jab ghaayal huaa himaalay
khatare me.n pa.Dii aazaadii
jab tak thii saa.Ns la.De vo
phir apanii laash bichhaa dii
sa.ngiin pe dhar kar maathaa
so gaye amar balidaanii
jo shahiid...

jab desh me.n thii dIvaalii
vo khel rahe the holI
jab ham baiThe the gharo.n me.n
vo jhel rahe the golii
the dhanya javaan vo aapane
thii dhanya vo unakii javaanii
jo shahiid...

koii sikh koI jaaT maraaThaa
koii gurakhaa koI madaraasii
sarahad pe maranevaalaa
har viir thaa bhaaratavaasii
jo khuun giraa parvat par
vo khuun thaa hi.ndustaanii
jo shahiid...

thii khuun se lath-path kaayaa
phir bhii banduuk uThaake
das-das ko ek ne maaraa
phir gir gaye hosh ga.Nvaa ke
jab ant-samay aayaa to
kah gaye ke ab marate hai.n
khush rahanaa desh ke pyaaro.n
ab ham to safar karate hai.n
kyaa log the vo dIvaane
kyaa log the vo abhimaanii
jo shahiid...

tum bhuul na jaao unako
is liye kahii ye kahaanii
jo shahiid...
jay hind... jay hind kii senaa -2
jay hind, jay hind, jay hind


silence1


#2 Silence

Silence

    Super Senior member

  • Members
  • PipPipPipPipPipPip
  • 16,344 posts
  • Gender:Not Telling

Posted 15 August 2008 - 10:04 PM

Title: Ho Jao taiyaar saathiyo
# Genre: Patriotic
# Language: Hindi

--------------------------------------------

ho jaao tayyaar saathiyoň, ho jaao tayyaar ||

arpita kar do tan-man-dhan, maang rahaa balidaan vatan
agar desh ke kaam na aaye to jeevan bekaar || 1 ||

sochane kaa samay gayaa, uTho likho itihaas nayaa
bansee pheňko aur uThaa lo haatho me talvaar || 2 ||

toofaanee gati ruke nahee, sheesh kaTe par jhuke nahee
tane huye maathe ke sammukha Thahar na paatee haar || 3 ||

kaaňp uthe dharati ambar, aur uThaa lo oonchaa svar
koTi koTi kanThoň se goonje dharam kee jay jaykaar || 4

silence1


#3 Silence

Silence

    Super Senior member

  • Members
  • PipPipPipPipPipPip
  • 16,344 posts
  • Gender:Not Telling

Posted 15 August 2008 - 10:32 PM

Bharat humko jaan se pyara hai
-----------------------------------------------------------------

Bharat Humko Jaan Se Pyaara Hai
Sabse Nyaara Gulistaan Hamaara Hai

Sadiyonse Bharat Bhoomi Duniya Ki Shaan Hai
Bharatmaa Ki Raksha Mein Jeevan Qurbaan Hai
Bharat Humko Jaan Se Pyaara Hai...

Ujde Nahin Apna Chaman Toote Nahi Apna Watan
Gumraah Na Kar De Koi, Barbaad Na Kar De Koi
Mandir Yahaan Masjid Yahaan Hindu Yahaan Muslim Yahaan
Milte Rahe Hum Pyaar Se Jaago...

Hindustani Naam Hamaara Hai
Sabse Pyaara Desh Hamaara Hai
Janmabhoomi Hai Hamaari Shaanse Kahenge Hum
Sab Hi To Bhai Bhai Pyaar Se Rahenge Hum
Hindustani Naam Hamaara Hai
Bharat Humko Jaan Se Pyaara Hai...

Assamse Gujarat Tak Bengalse Maharashtra Tak
Jaati Kai Dhun Ek Hai Bhaasha Kai Sur Ek Hai
Kashmirse Madras Tak Keh Do Sabhi Hum Ek Hain
Aawaz Do Hum Ek Hain Jaago...

silence1


#4 Silence

Silence

    Super Senior member

  • Members
  • PipPipPipPipPipPip
  • 16,344 posts
  • Gender:Not Telling

Posted 15 August 2008 - 10:35 PM

Aye Mere Pyaare Vatan

------------------------------------------------------


Aye Mere Pyaare Vatan, Aye Mere Bichhde Chaman
Tujh Pe Dil Qurbaan
Tu Hi Meri Aarzoo, Tu Hi Meri Aabroo
Tu Hi Meri Jaan...

Tere Daaman Se Jo Aaye Un Havaaon Ko Salaam
Choom Loon Maein Us Zubaan Ko Jispe Aaye Tera Naam
Sabse Pyaari Subah Teri
Sabse Rangeen Teri Shaam
Tujh Pe Dil Qurbaan ...

Maan Ka Dil Banke Kabhi Seene Se Lag Jaata Hai Tu
Aur Kabhi Nanhi Si Beti Ban Ke Yaad Aata Hai Tu
Jitna Yaad Aata Hai Mujhko
Utna Tadpaata Hai Tu
Tujh Pe Dil Qurbaan ...

Chhod Kar Teri Zameen Ko Door Aa Pahunche Hain Hum
Phir Bhi Hai Ye Hi Tamanna Tere Zarron Ki Qasam
Hum Jahaan Paida Huye
Us Jagah Pe Hi Nikle Dum
Tujh Pe Dil Qurbaan ...

silence1


#5 Silence

Silence

    Super Senior member

  • Members
  • PipPipPipPipPipPip
  • 16,344 posts
  • Gender:Not Telling

Posted 15 August 2008 - 10:37 PM

Aye Mere Pyaare Vatan

------------------------------------------------------


Aye Mere Pyaare Vatan, Aye Mere Bichhde Chaman
Tujh Pe Dil Qurbaan
Tu Hi Meri Aarzoo, Tu Hi Meri Aabroo
Tu Hi Meri Jaan...

Tere Daaman Se Jo Aaye Un Havaaon Ko Salaam
Choom Loon Maein Us Zubaan Ko Jispe Aaye Tera Naam
Sabse Pyaari Subah Teri
Sabse Rangeen Teri Shaam
Tujh Pe Dil Qurbaan ...

Maan Ka Dil Banke Kabhi Seene Se Lag Jaata Hai Tu
Aur Kabhi Nanhi Si Beti Ban Ke Yaad Aata Hai Tu
Jitna Yaad Aata Hai Mujhko
Utna Tadpaata Hai Tu
Tujh Pe Dil Qurbaan ...

Chhod Kar Teri Zameen Ko Door Aa Pahunche Hain Hum
Phir Bhi Hai Ye Hi Tamanna Tere Zarron Ki Qasam
Hum Jahaan Paida Huye
Us Jagah Pe Hi Nikle Dum
Tujh Pe Dil Qurbaan ...

silence1


#6 Silence

Silence

    Super Senior member

  • Members
  • PipPipPipPipPipPip
  • 16,344 posts
  • Gender:Not Telling

Posted 15 August 2008 - 10:38 PM

Woh bhaarat desh hai mera

-------------------------------------------------------

Jahan daal daal par
sone kii chidiyaa karati hai baseraa
vo bhaarat desh hai meraa

jahaan satya, ahinsaa aur dharm kaa
pag-pag lagataa Deraa
vo bhaarat desh hai meraa

ye dharati vo jahaan rishi muni
japate prabhu naam ki maalaa
jahaan har baalak ek mohan hai
aur raadhaa har ek baalaa
jahaan suraj sabase pahale aa kar
Daale apanaa pheraa
vo bhaarat desh hai meraa

alabelon ki is dharati ke
tyohaar bhi hai alabele
kahin deevaali ki jagamag hai
kahin hain holi ke mele
jahaan raag rang aur hansii khushi kaa
chaaro aur hai gheraa
vo bhaarat desh hai meraa

jahaan aasamaan se baate karate
mandir aur shivaale
jahaan kisi nagar me kisi dwaar par
koi na taalaa Daale
prem ki bansi jahaan bajaataa
hai ye shaam saveraa
vo bhaarat desh hai meraa

silence1


#7 Silence

Silence

    Super Senior member

  • Members
  • PipPipPipPipPipPip
  • 16,344 posts
  • Gender:Not Telling

Posted 15 August 2008 - 10:43 PM

Sare Jahan Se Acha
--------------------------------------------------------



Sāre jahān se acchā hindostān hamārā
ham bulbulain hai is ki, yeh gulsitān hamārā

ghurbat men hon agar ham, rahta hai dil vatan men
samjho vahīn hamen bhī, dil hain jahān hamārā

parbat voh sab se ūnchā, hamsāya āsmān ka
voh santari hamārā, voh pāsbān hamārā

godi men kheltī hain is ki hazāron nadiyā
gulshan hai jin ke dam se, rashk-e-janān hamārā

aye āb, raud, ganga, voh din hen yād tujhko
utarā tere kināre, jab kārvān hamārā

maz'hab nahīn sikhātā āpas men bayr rakhnā
hindvi hai ham, vatan hai hindostān hamārā

yūnān-o-misr-o-romā, sab miṭ gaye jahān se
ab tak magar hai bāqi, nām-o-nishān hamārā

kuch bāt hai keh hastī, miṭati nahīn hamārī
sadiyon rahā hai dushman, daur-e-zamān hamārā

iqbal ko'ī meharam, apnā nahīn jahān men
m'alūm kya kisī ko, dard-e-nihān hamārā

silence1


#8 Silence

Silence

    Super Senior member

  • Members
  • PipPipPipPipPipPip
  • 16,344 posts
  • Gender:Not Telling

Posted 15 August 2008 - 10:46 PM

Vande Mataram
-------------------------------------------------


सुजलां सुफलां मलयजशीतलाम्
सस्य श्यामलां मातरंम् .
शुभ्र ज्योत्सनाम् पुलकित यामिनीम्
फुल्ल कुसुमित द्रुमदलशोभिनीम्,
सुहासिनीं सुमधुर भाषिणीम् .
सुखदां वरदां मातरम् ॥

सप्त कोटि कण्ठ कलकल निनाद कराले
द्विसप्त कोटि भुजैर्ध्रत खरकरवाले
के बोले मा तुमी अबले
बहुबल धारिणीम् नमामि तारिणीम्
रिपुदलवारिणीम् मातरम् ॥

तुमि विद्या तुमि धर्म, तुमि ह्रदि तुमि मर्म
त्वं हि प्राणाः शरीरे
बाहुते तुमि मा शक्ति,
हृदये तुमि मा भक्ति,
तोमारै प्रतिमा गडि मन्दिरे-मन्दिरे ॥

त्वं हि दुर्गा दशप्रहरणधारिणी
कमला कमलदल विहारिणी
वाणी विद्यादायिनी, नमामि त्वाम्
नमामि कमलां अमलां अतुलाम्
सुजलां सुफलां मातरम् ॥

श्यामलां सरलां सुस्मितां भूषिताम्
धरणीं भरणीं मातरम् ॥

vande maataram, vande maataram..

sujalaam sufalaam malayaj sheetalaam
sasyashyaamalaam maataram ... vande..

shubhrajyotsna pulakit yaaminiim
phulla kusumita drumadal shobhiniim
suhaasinim sumadhura bhaashhinim
sukhadaam varadaam maataram.. vande maataram

sapta koti kantha kalakala ninaada karaale
nisapta koti bhujaidhruta kharakarvaale
sapta koti kantha kalakala ninaada karaale
nisapta koti bhujaidhruta kharakarvaale
ka bola ka noma eith bole
bahubal dhaariniin namaami taariniim
ripudalavaariniin maataram
vande maataram ...

tumi vidyaa tumi dharma, tumi hridi tumi marma
tvan hi praanaah shariire
baahute tumi maa shakti,
hridaye tumi maa bhakti,
tomaarai pratimaa gadi mandire mandire
vande maataram..

tvan hi durgaa dashapraharanadhaarinii
kamalaa kamaladala vihaarinii
vaanii vidyaadaayinii, namaami tvaam
namaami kamalaan amalaan atulaam
sujalaan sufalaan maataram
vande maataram..

shyaamalaan saralaan susmitaan bhuushhitaam
dharaniin bharaniin maataram
vande maataram....

silence1


#9 Silence

Silence

    Super Senior member

  • Members
  • PipPipPipPipPipPip
  • 16,344 posts
  • Gender:Not Telling

Posted 15 August 2008 - 10:48 PM

Honge kaamyaab hum honge kaamyaab

---------------------------------------------------------------


hoṁge kāmayāba hoṁge kāmayāba
hama hoṁge kāmayāba eka dina
ho ho ho mana me hai viśvāsa
purā hai viśvāsa hama hoṁge kāmayāba eka dina ||dhṛ||

hogī śāntī cāro ora
hogī śāntī cāro ora
hogī śāntī cāro ora eka dina
ho ho ho mana meṁ hai viśvāsa
pūrā hai viśvāsa hogī śāṁtī cāro ora eka dina ||1||

hama caleṁge sātha sātha
ḍāle hāthomeṁ hātha
hama caleṁge sātha sātha eka dina
ho ho ho mana meṁ hai viśvāsa
pūrā hai viśvāsa hama caleṁge sātha sātha eka dina ||2||

nahī ḍara kisī kā āja
nahi bhaya kisī kā āja
nahi ḍara kisī kā āja ke dina
ho ho ho mana meṁ hai viśvāsa
pūrā hai viśvāsa nahī ḍara kisī kā āja eka dina ||3||

silence1


#10 Silence

Silence

    Super Senior member

  • Members
  • PipPipPipPipPipPip
  • 16,344 posts
  • Gender:Not Telling

Posted 15 August 2008 - 10:49 PM

Chandan Hai Is Desh Ki Mati
-----------------------------------------------------------------


chandan hai is desh kee maaTee, tapo bhoomi har graam hai
har baalaa devee kee pratimaa, bacchaa bacchaa raam hai

har shareer mandir saa paavan, har maanav upkaari hai
jahaan siňha ban gaye khilaune, gaay jahaaň maa pyaari hai
jahaaň savera shankh bajaataa, loree gaatee shaam hai

jahaaň karma se bhaagya badaltaa shrama nishThaa kalyaaNee hai
tyaag aur tap kee gaathaayeň, gaatee kavi kee vaanee hai
gnyaan jahaaň kaa gangaa jal saa, nirmal hai aviraam hai

jis ke sainik samar-bhoomi me, gaayaa karate geetaa hai
jahaaň khet me hal ke neeche, khelaa karati seetaa hai
jeevan kaa aadarsh jahaaň par, parameshvar kaa dhaam hai

silence1


#11 Silence

Silence

    Super Senior member

  • Members
  • PipPipPipPipPipPip
  • 16,344 posts
  • Gender:Not Telling

Posted 15 August 2008 - 10:53 PM

Rang De Basanti

----------------------------------------------------


Mera ranga de basanti chola
mera ranga de
oh mera ranga de basanti choolaa
maahee rangade basanti chola

dam nikale ish desh ke khatir, bus itna armaan hai
ek baar ish raah pe marna, sou janmom ka samaan hai
dekh ke veeron ki qurbani...
dekh ke veeron ki qurbani, apna dil bhi bola || mera ||

jis chole ko pehan sivaji, khele apne jaan pe
jise pehan jhansiki rani, mitgaye apane aan pe
aaj useeko pehanke niklaa...
aaj useeko pehanke niklaa, hum maston ka tola ||mera||

Bada hi gehara daag hai yaaron, jis ka desh gulaam hai
oh jeena bhi kya jeena hai, apna desh gulaam hai
seene me jo dil tha yaaron...
seene me jo dil tha yaaron, aaj banaa de sholaa || mera ||

silence1


#12 Silence

Silence

    Super Senior member

  • Members
  • PipPipPipPipPipPip
  • 16,344 posts
  • Gender:Not Telling

Posted 15 August 2008 - 10:54 PM

Desh Mere Desh Mere

------------------------------------------------


Desh Mere Desh Mere Meri Jaan Hai Tu
Desh Mere Desh Mere Meri Jaan Hai Tu
Desh Mere Desh Mere Meri Shaan Hai Tu
Desh Mere Desh Mere Meri Shaan Hai Tu
Mitta Ne Se Nahin Mitte
Mitta Ne Se Nahin Mitte Darrane Se Nahin Darrte
Watan Ke Naam Pe
Watan Ke Naam Pe Hum Sar Katane Se Nahin Darrte
Mitta Ne Se Nahin Mitte
Desh Mere Desh Mere Meri Jaan Hai Tu
Desh Mere Desh Mere Meri Jaan Hai Tu
Desh Mere Desh Mere Meri Shaan Hai Tu
Desh Mere Desh Mere Meri Shaan Hai Tu

Hazaron Khwaab Roshan Ke Sulagti Si Nigaahon Mein
Sulagti Si Nigaahon Mein
Kafan Hum Baandh Ke Nikle Hai Azadi Ki Rahon Mein
Kafan Hum Baandh Ke Nikle Hai Azadi Ki Rahon Mein
Nishaane Pe Jo Rehte Hai Nishaane Se Nahin Darrte
Desh Mere Desh Mere Meri Jaan Hai Tu
Desh Mere Desh Mere Meri Jaan Hai Tu
Desh Mere Desh Mere Meri Shaan Hai Tu
Desh Mere Desh Mere Meri Shaan Hai Tu

Hamari Ek Manzil Hai Hamara Ek Naara Hai
Dharm Se Jaat Se Zyaada Humme Yeh Mulk Pyaara Hai
Dharm Se Jaat Se Zyaada Humme Yeh Mulk Pyaara Hai
Hum Is Pe Zindagi Apni Mittane Se Nahin Darrthe
Desh Mere Desh Mere Meri Jaan Hai Tu
Desh Mere Desh Mere Meri Jaan Hai Tu
Desh Mere Desh Mere Meri Shaan Hai Tu
Desh Mere Desh Mere Meri Shaan Hai Tu

Mitta Ne Se Nahin Mitte Darrane Se Nahin Darrte
Watan Ke Naam Pe
Watan Ke Naam Pe Hum Sar Katane Se Nahin Darrte
Desh Mere Desh Mere Meri Jaan Hai Tu
Desh Mere Desh Mere Meri Jaan Hai Tu
Desh Mere Desh Mere Meri Shaan Hai Tu
Desh Mere Desh Mere Meri Shaan Hai Tu
Desh Mere Desh Mere Meri Jaan Hai Tu
Desh Mere Desh Mere Meri Jaan Hai Tu
Desh Mere Desh Mere Meri Shaan Hai Tu
Desh Mere Desh Mere Meri Shaan Hai Tu

silence1


#13 Silence

Silence

    Super Senior member

  • Members
  • PipPipPipPipPipPip
  • 16,344 posts
  • Gender:Not Telling

Posted 15 August 2008 - 10:55 PM

Zindagi maut na ban jaaye
-------------------------------------------------------


Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron
Kho raha chain-o-aman
Kho raha chain-o-aman
Haan, mushkilon mein hai watan
Mushkilon mein hai watan

Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron

Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron

Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron

Kho raha chain-o-aman

Kho raha chain-o-aman

Haan, mushkilon mein hai watan

Mushkilon mein hai watan

Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron yaaron yaaron

Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron

Ek taraf pyaar hai chaahat hai vafaadaari hai
Ek taraf desh mein, desh mein
Ek taraf desh mein dhoka hai gaddaari hai
Bastiya sehmi hui sehma chaman saara hai
Gham mein kyoon dooba hua aaj sab nazaara hai
Aag paani ki jaga ab jo barsaayenge
Lehlaate hue sab khet jhulas jaayenge jaayenge jaayenge
Kho raha chain-o-aman

Kho raha chain-o-aman

Haan, mushkilon mein hai watan

Mushkilon mein hai watan

Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron
Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron

Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron

Haan, kho raha chain-o-aman

Kho raha chain-o-aman

Haan, mushkilon mein hai watan

Mushkilon mein hai watan

Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron

Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron

Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron
Chand sikkon ke liye tum na karo kaam bura

Na karo kaam bura, na karo kaam bura

Na karo kaam bura

Na karo kaam bura

Har buraayi ka sada hota hai anjaam bura

Har buraayi ka hota hai bas anjaam bura anjaam bura

Anjaam bura anjaam bura
Anjaam bura anjaam bura

Jurm waalon ki kahan umr badi hai yaaron
Inki raahon mein sada maut khadi hai yaaron
Zulm karne se sada zulm hi haazil hoga
Jo na sach baat kahe voh koi buzdil hoga
Sarfaroshon ne lahoon deke jisse seencha hai
Aise gulshan ko ujadne se bacha lo yaaron

Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron yaaron yaaron

Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron


Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron


Kho raha chain-o-aman

Kho raha chain-o-aman

Mushkilon mein hai watan

Mushkilon mein hai watan

Sarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron

Zindagi maut na ban jaaye, sambhaalo yaaron

silence1


#14 Silence

Silence

    Super Senior member

  • Members
  • PipPipPipPipPipPip
  • 16,344 posts
  • Gender:Not Telling

Posted 14 October 2008 - 10:32 AM

Hindi Song Title: Chhodo Kal Ki Baatein
Hindi Movie/Album Name: HUM HINDUSTANI
Singer(s): MUKESH

----------------------------------------------------------------------------


Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani
Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani
Hum hindustani, hum hindustani - 2
Aaj puraani zanjeeron ko tod chuke hain
Kya dekhe us manzil ko jo chhod chuke hain
Chaand ke dar pe jaa pahuncha hai aaj zamaana
Naye jagat se hum bhi naata jod chuke hain
Naya khoon hai, nayi umangein, ab hai nayi jawaani
Hum hindustani
Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani
Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani
Hum hindustani, hum hindustani
Aao mehnat ko apna imaan banaaye
Apne haathon ko apna bhagwaan banaaye
Ram ki is dharti ko gautam ki bhoomi ko
Sapnon se bhi pyaara hindustan banaaye
Naya khoon hai, nayi umangein, ab hai nayi jawaani
Hum hindustani
Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani
Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani
Hum hindustani, hum hindustani
Har zarra hai moti, aankh uthaakar dekho
Maati mein sona hai, haath badhaakar dekho
Sone ki yeh ganga hai, chaandi ki yamuna
Chaaho to patthar pe dhaan ugaakar dekho
Naya khoon hai, nayi umangein, ab hai nayi jawaani
Hum hindustani, hum hindustani
Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani
Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani
Hum hindustani, hum hindustani - 2

silence1


#15 Silence

Silence

    Super Senior member

  • Members
  • PipPipPipPipPipPip
  • 16,344 posts
  • Gender:Not Telling

Posted 14 October 2008 - 10:33 AM

Hindi Song Title: Dulhan chali
Hindi Movie/Album Name: PURAB AUR PACHHIM
Singer(s): MAHENDRA KAPOOR

----------------------------------------------------



Purab mein, suraj ne chhedi, jab kirno ki shehnaai
Chamak uthha sindoor gagan pe, pachchim tak laali chhaayi

Chorus: Hmm…hmm…

Dulhan chali, haan pahen chali,
Ho re dulhan chali, ho pahen chali teen rang ki choli
Baagon mein laheraaye ganga jamuna, dekh ke duniya doli

Chorus: Dulhan chali, ho pahen chali teen rang ki choli

Chorus: Aa…ho…

Taaj-mahal jaisi taaza hai surat
Chalti phirti ajanta ki murat
Mel milaap ki mehandi rachaaye…balidaanon ki rangoli
Dulhan chali

Chorus: Ho pahen chali teen rang ki choli

Chorus: Ho…

Aur sajegi abhi aur sawregi
Chadhhti umariya hai aur nikhregi
Apni aazaadi ki dulhaniya…deep ke upar holi
Dulhan chali

Chorus: Ho pahen chali teen rang ki choli

Baagon mein laheraaye ganga jamuna, dekh ke duniya doli
Dulhan chali

Chorus: Ho pahen chali teen rang ki choli

Desh prem hi azaadi ki dulhaniya ka war hai
Is albeli dulhan ka sindoor suhaag amar hai
Maata hai Kasturba jaisi… baabul Gandhi jaise

Chorus: Baabul Gandhi jaise

Chaacha iske Nehru Shaastri… daren na dushman kaise

Chorus: Daren na dushman kaise

Veer Shivaaji jaise viren, Lakshmi baai behna
Lakshman jis ke bodh Bhagat Singh, uska phir kya kehna

Chorus: Uska phir kya kehna

Jiske liye jawaan baha sakte hain khoon ki ganga

Chorus: Jiske liye jawaan baha sakte hain khoon ki ganga

Aage peechhe teenon sena le ke chalen tiranga
Sena chalti hai le ke tiranga

Chorus: Sena chalti hai le ke tiranga

Ho koyi hum praant ke vaasi ho koyi bhi bhaasha-bhaashi
Sabse pehle hain bhaaratvaasi

Chorus: Sabse pehle hain bhaaratvaasi -4

silence1


#16 Silence

Silence

    Super Senior member

  • Members
  • PipPipPipPipPipPip
  • 16,344 posts
  • Gender:Not Telling

Posted 14 October 2008 - 10:36 AM

Hindi Song Title: Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai
Hindi Movie/Album Name: JIS DESH MEIN GANGA REHTA HAI
Singer(s): ABHIJEET

------------------------------------------------------------------



Bhabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai - 2
Madham madham si pawan chale, koyaliya geet sunaati hai
Bachaa vaha aaj bhi chaand ko chanda mama kehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai - 2
Bhabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai
Madham madham si pawan chale, koyaliya geet sunaati hai
Bachaa vaha aaj bhi chaand ko chanda mama kehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai - 2

Gaaon ka panghat, panghatka paani
Bhare gagariya koi deewani
Thandi thandi purwaayi mein meethi meethi khushboo
Mat poocho us khushboo mein hota hai kaisa jadoo
Jadoo aisa hota hai ke har koi jhoomta rehta hai
Jis desh mein

Ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai

Bhabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai
Madham madham si pawan chale, koyaliya geet sunaati hai

Dil mein basaakar gaaon ki mamta
Shaher mein aaya main jogi ramta
Dil mein basaakar gaaon ki mamta
Shaher mein aaya main jogi ramta
Sukh dukh saare maan kar aur unko apna kar
Tarah tarah ke naaton se ghar ban jaata hai soondar
Pal pal sachche rishton ka vahan pyaar barasta rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Bhabhi kangan khankaati hai aur maa loriyaan gaati hai - 2
Madham madham si pawan chale, koyaliya geet sunaati hai
Bachaa vaha aaj bhi chaand ko chanda mama kehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai

Jis desh mein ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai

silence1


#17 Silence

Silence

    Super Senior member

  • Members
  • PipPipPipPipPipPip
  • 16,344 posts
  • Gender:Not Telling

Posted 14 October 2008 - 10:37 AM

Hindi Song Title: Jahan Daal Daal Par Sone
Hindi Movie/Album Name: SIKANDAR-E-AZAM
Singer(s): MOHAMMAD RAFI

----------------------------------------------------------



Guru r brahm guru r vishnu
gurudev maheshwara
guru sakshat parabrahm
tatsmaye shri gyruve namah

jahaan Daal-Daal par
sone kii chidiyaa karati hai baseraa
vo bhaarat desh hai meraa

jahaan satya, ahinsaa aur dharm kaa
pag-pag lagataa Deraa
vo bhaarat desh hai meraa

ye dharati vo jahaan rishi muni
japate prabhu naam ki maalaa
jahaan har baalak ek mohan hai
aur raadhaa har ek baalaa
jahaan suraj sabase pahale aa kar
Daale apanaa pheraa
vo bhaarat desh hai meraa

alabelon ki is dharati ke
tyohaar bhi hai alabele
kahin deevaali ki jagamag hai
kahin hain holi ke mele
jahaan raag rang aur hansii khushi kaa
chaaro aur hai gheraa
vo bhaarat desh hai meraa

jahaan aasamaan se baate karate
mandir aur shivaale
jahaan kisi nagar me kisi dwaar par
koi na taalaa Daale
prem ki bansi jahaan bajaataa
hai ye shaam saveraa
vo bhaarat desh hai meraa

silence1


#18 Silence

Silence

    Super Senior member

  • Members
  • PipPipPipPipPipPip
  • 16,344 posts
  • Gender:Not Telling

Posted 14 October 2008 - 10:39 AM

Hindi Song Title: Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyon
Hindi Movie/Album Name: AB TUMHARE HAWALE WATAN SATHIYON
Singer(s): UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK, SONU NIGAM, KAILASH KHER

-----------------------------------------------

farz apnaa ham nibhaa....ne chale
karz apni zamin kaa chukaa....ne chale
( bande maataram -3, maa.... )-4

o ho ho ho ...
( ham fauji is desh ki dhaDkan hain
har dil kaa ham pyaar, maa ki tadpan hain ) -2
pooraa karne chale har vachan saathiyo
ab tumhaare havaale vatan saathiyo
saathiyo -4
ab tumhaare havaale vatan saathiyo
ham fauji is desh ki dhadkan hain
har dil kaa ham pyaar, maa ki tadpan hain
( bande maataram -3, maa.... ) -2

Tootne na do bhaarat ka vishavaas tum
jeet ki le ke dil mein badho pyaas tum
apne Khoon se likho apnaa itihaas tum -2
apne bhaarat ko apnaa naman saathiyo, naman saathiyo
saathiyo -4
ab tumhaare havaale vatan saathiyo
ham fauji is desh ki dhaDkan hain
har dil kaa ham pyaar, maa ki tadpan hain
hey.... hey.... aa ...

aa aa aa ...
sa ga ma ga, sa ga ma ga aa -2
galiyon chobaaron mein pyaar, hamne kiyaa
dil ke armaan kaa izhaar hamne kiyaa
aa aa.... aa....
us kaa chehraa hameshaa nigaahon mein hai
door rah ke bhi vo meri baanhon mein hai
sa ga ma ga, sa ga ma ga aa -2
bidaa kiyaa thaa usne mere sar pe lagaa ke Tikaa -2
rang na padne diyaa kabhi maine to uskaa phikaa
kab banegi judaai milan saathiyo.. -2
kab banegi judaai milan saathiyo, milan saathiyo
saathiyo -4
ab tumhaare havaale vatan saathiyo

( bande maataram -3, maa.... ) -2
tum ta na na na, tum ta na na na na -2

silence1


#19 Silence

Silence

    Super Senior member

  • Members
  • PipPipPipPipPipPip
  • 16,344 posts
  • Gender:Not Telling

Posted 14 October 2008 - 10:41 AM

Hindi Song Title: Mere desh ki dharti
Hindi Movie/Album Name: UPKAAR
Singer(s): MAHENDRA KAPOOR


-------------------------------------------------------------------------

mere desh kee dharatee, sonaa ugale, ugale hire motee
mere desh kee dharatee

bailon ke gale mein jab ghungaru, jeewan kaa raag sunaate hai
gam kos door ho jaataa hai, khushiyon ke kanwal musakaate hai
sun ke rahat kee aawaaje, yoo lage kahee shahanaaee baje
aate hee mast bahaaron ke dulhan kee tarah har khet saje

jab chalate hain is dharatee pe hal , mamataa angadaeeyaan letee hai
kyo naa pooje is maantee ko, jo jeewan kaa sukh detee hai
is dharatee pe jis ne janam liyaa, usane hee paayaa pyaar teraa
yahaa apanaa paraayaa koee nahee, hain sab pe, maan, upakaar teraa

ye baag hain gautam naanak kaa, khilate hain aman ke fool yahaan
gaandhee, subhaash  taigor, tilak ayese hain chaman ke fool yahaa
rang haraa hareesing nalawe se, rang laal hain laal bahaadoor se
rang banaa basantee bhagatasing  rang aman kaa weer jawaahar se

silence1


#20 Silence

Silence

    Super Senior member

  • Members
  • PipPipPipPipPipPip
  • 16,344 posts
  • Gender:Not Telling

Posted 14 October 2008 - 10:42 AM

Hindi Song Title: Phir Bhi Dil Hai Hindustani
Hindi Movie/Album Name: PHIR BHI DIL HAI HINDUSTANI
Singer(s): UDIT NARAYAN

--------------------------------------------------------------

Hum logon ko samajh sako to
Hum logon ko samajh sako to samjho dilbar jaani
Jitna bhi tum samjhoge utni hogi hairaani
Hum logon ko samajh sako to samjho dilbar jaani
Jitna bhi tum samjhoge utni hogi hairaani

Apni chhatri tumko dedein kabhi jo barse paani
Kabhi naye packet mein bechein tumko cheez puraani
Phir bhi dil hai hindusatni
Phir bhi dil hai hindustani
Phir bhi dil hai hindusatni
Phir bhi dil hai hindustani

Thode anari hain thode khiladi
Ruk rukke chalti hai apni gaadi
Thode anari hain thode khiladi
Ruk rukke chalti hai apni gaadi
Humein pyaar chahiye
Aur paise bhi
Hum aise bhi hain
Hum hain vaise bhi

Hum logon ko samajh sako to samjho dilbar jaani
Ulti seedhi jaisi bhi hai apni yehi kahaani
Thodi hummein khushiyaan bhi hain
Thodi hai nadaani
Thodi hum mein sachchaai hai
Thodi beimaani
Phir bhi dil hai hindusatni
Phir bhi dil hai hindustani
Phir bhi dil hai hindusatni
Phir bhi dil hai hindustani

Aankhon mein kuchh aansoo hain kuchh sapne hain
Aansoo aur sapne donon hi apne hain
Aankhon mein kuchh aansoo hain kuchh sapne hain
Aansoo aur sapne donon hi apne hain
Dil dukha hai lekin toota to nahin hai
Umeed ka daaman chooka to nahin hai

Hum logon ko samajh sako to samjho dilbar jaani
Thodi majboori hai lekin thodi hai manmaani
Thodi tu tu main main hai aur thodi kheecha taani
Hum mein kaafi baatein hain jo lagti hain deewani
Phir bhi dil hai hindusatni
Phir bhi dil hai hindustani
Phir bhi dil hai hindusatni
Phir bhi dil hai hindustani

Dil hai hindusatni
Phir bhi dil hai hindustani
Phir bhi dil hai hindusatni
Phir bhi dil hai hindustani

silence1





0 user(s) are reading this topic

0 members, 0 guests, 0 anonymous users


Toggle shoutbox Shoutbox Open the Shoutbox in a popup

@  saurabhjain : (23 May 2012 - 10:59 PM) like us on facebook http://www.facebook....icyflavours.net
@  saurabhjain : (19 May 2012 - 07:13 AM) We have added reputation system http://spicyflavours...eputationpoints


View SpicyFlavours Stats

Our Partner websites

Engineering Wall - Engineering Forum - Management Wall - Spicy Flavours- Institute of Finnacial Studies